
Abki Baarish Mein Lyrics in Hindi sung by Raj Barman and Sakshi Holkar. This song is written by Amjad Nadeem and music composed by Amjad Nadeem Aamir. Featuring Paras Arora and Sanchi Rai.
Abki Baarish Mein Song Details
📌 Song Title | Abki Baarish Mein |
🎤 Singer | Raj Barman, Sakshi Holkar |
✍️ Lyrics | Amjad Nadeem |
🎼 Music | Amjad Nadeem Aamir |
🏷️ Music Label | Zee Music Company |
Abki Baarish Mein Lyrics in Hindi – Amjad Nadeem
कुछ कह रही
मोहब्बत का पैग़ाम
मुझे दे रही
आँखें ये तेरी
कुछ कह रही
मोहब्बत का पैग़ाम
मुझे दे रही
दूर रहो ना तुम
इतने करीब आओ
दिल के अज़ीज़
बन जाओ बन जाओ
अबकी बारिश में
तुम मेरे हो जाओ
अबकी बारिस में
तुम मेरे हो जाओ
मैं तुझमे भीग जाऊं
तुम मुझमे भीग जाओ
दूर रहो ना तुम
इतने करीब आओ
अबकी बारिश में
तुम मेरे हो जाओ
मैं तुझमे भीग जाऊं
तुम मुझमे भीग जाओ
आँखों में तेरी
रहने दे मुझको
मुझको तो इनमें
है दुनिया बसानी
बड़ी शिद्दतों से
चाहूँ मैं तुझको
मेरी मोहोब्बत की
तू है निशानी
हो चाहत है मेरी
तुम मुझमे खो जाओ
मेरी हसरतों की
तुम आदत बन जाओ
अबकी बारिस में
तुम मेरे हो जाओ
अबकी बारिश में
तुम मेरे हो जाओ
मैं तुझमे भीग जाऊं
तुम मुझमे भीग जाओ
दूर रहो ना तुम
इतने करीब आओ
अबकी बारिश में
तुम मेरे हो जाओ
मैं तुझमे भीग जाऊं
तुम मुझमे भीग जाओ हो
Abki Baarish Mein Lyrics in English
Kuchh keh rahi
Mohabbat ka paigham
Mujhe de rahi
Aankhein yeh teri
Kuchh keh rahi
Mohabbat ka paigham
Mujhe de rahi
Door raho na tum
Itne kareeb aao
Dil ke azeez
Ban jao ban jao
Abki baarish mein
Tum mere ho jao
Abki barish mein
Tum mere ho jao
Main tujhme bheeg jaaun
Tum mujhme bheeg jao
Door raho na tum
Itne kareeb aao
Abki barish mein
Tum mere ho jao
Main tujhme bheeg jaaun
Tum mujhme bheeg jao
Aankhon mein teri
Rehne de mujhko
Mujhko toh inmein
Hai duniya basani
Badi shiddaton se
Chahun main tujhko
Meri mohobbat ki
Tu hai nishaani
Ho chahat hai meri
Tum mujhme kho jao
Meri hasraton ki
Tum aadat ban jao
Read also: Tum Jo Aaye Zindagi Mein Baat Ban Gayi Lyrics
Abki barish mein
Tum mere ho jao
Abki barish mein
Tum mere ho jao
Main tujhme bheeg jaaun
Tum mujhme bheeg jao
Door raho na tum
Itne kareeb aao
Abki barish mein
Tum mere ho jao
Main tujhme bheeg jaaun
Tum mujhme bheeg jao ho